Bachpan Se Dur Hote Hue bacchon ka ek project taiyar kare
Answers
Answer:
Bachpan se door hota bachpan
Explanation:
Bachpan se door hota bachpan
Is vakya ka arth hai ki aaj ke samay
main bacche padhayi se zyada mobile aur video games khelte rehte hainSabse zyada nuksaan ki baat yrh haai ki ki bacche khelne bhi nhi jaaate aur kewal mobile aur laptop main hi lage rehte hain.
Is tarah to unka sharirik vikaas ruk jayega.Aajkal chote chote bacchon main bhi motapa aur sugar ki bimaariyaan hone lagi hain.Mobile
addiction ke karan bacchon ka bacchpan poori tarah khatam hota jaa raha hai.
Aaj bohot zaroori hai ki abhibhavak apne bacchon ko khelne aur padhne ke liye protsahit karte nazar aate hain.
Aaj se pandhrah saal pehle log bacchon ke khelte rehne ke karan pareshaan rehte the kyunki bacche khelte koodte rehte the per padhayi nhi kerte the magar aaj ke samay main bacche na padhte hain na khelte hain kewal mobile main lage rehte hain
Lagatar mobile se khelne ke kran bacchon main kayi tarah ki bimaariyaan aa rahi hain aur wo apni umar se zyada lagte hai