Hindi, asked by Yadilochan497, 7 months ago

Badal ko ghirta daikha hai kavita ka prakratik chitran ka aap chaar binduvo mai varnan kijiya

Answers

Answered by blessykashyap10
1

Answer:

"Badal ko ghirte dekha h"kavita k prakriti chitran ka char binduo me varnan:

1. Nirmal parvat shikhar par Nadal glitter h. Basal me sthith vasp kand moti jaise os k saman kamal k fulo par girte h.

2. varsha ki umas se prabhavit pakshi sarovar k Kal me kide-makode khojte h. Isi sarovar me hans bhi tairte h. Hava mund gati se bahti h.

3. Ugte surya ki kirso se talab ka kamal svarnim dikhai deta h. Raatbhar alag rhne Vale chakva-chakvi ka subah kundan band Ho jata h ve shaivaal par pranay krida krte h.

4. Durgam ghati Me kasturi mrig apni hi kasturi ki sugandh Se unmadit hokar doudta h kasturi n dikhne par chid jate h. Yaha prakriti bhi badlo k ghirne par unmadit ho jati h.

Explanation:

Hope this will be helpful..plz mark me as brainliest..

Similar questions