Hindi, asked by Dhananchakma594, 2 months ago

Badti mahangai par do mitron ka bich sanvad lekhan

Answers

Answered by disha143sharma
0

Answer:

ram : ye kya haal hai bhai ?

shyam : kya hua ?

ram: are yrr bazar se aya hu .mehgayi ne jaan le rakhi hai .

shyam: are bhai ye toh sach hai.

ram : ghar parivar pe aage hi itna kharch hota hai . mehngayi ki wajah se sara paisa chala jata hai.

shyam : bhai yeh to sach hai.

ram : ham kya kre ab

shyam : koi baat nhi sarkar ki bhi majboori hoti hai

ram : hm...

shyam: koi baat nhi mehgayi km ho jayegi arthik vyavstha thik hobe do .

ram : thik hai bhai. chalta hu . ram ram

shyam : ram ram

Answered by Kiara4060
1

Answer:

Here is your answer

Sohan:-

  • areii Rohan bde dino baad mile

Rohan

  • haa bhai kaam bhot h kyaa kre

Sohan

  • haa baat to sahi h aaj kl ki mengaii aasman chhu rahy h

Rohan

  • haa pr kr kyaa bhi kya skte kaam k alawa

Sohan

  • haa bhaii

Rohan

  • chlo dhyan rkna bad me milte h byy

Sohan

  • byy

I HOPE THIS IS HELPFUL FOR YOU

Similar questions