Social Sciences, asked by rajvanshu069, 8 months ago

bahusankyak kya hai ye kisi desh ko kese haani phuchata hai ​

Answers

Answered by Anonymous
1

Bahusankya means overpopulation

Jan Jan ka yehi nara

jansankhya nirantar karna kam hamara

yeh kisi bhi desh mai hani is tarah pahunche hai

jese man lo ek classroom hai usme sirf bethne ke liye 35 strength hai usi tarah man lo kisi jagah mai sirf 35 log hi rehte sakte hai baki jungle hai ose tarah jese classroom mai khali jagah.

Phele jo jitni normal class strength honi chahiye utne log ho to unhe bethne ke liye kursi table mil jayega baki jo bache unhe ya to nye furniture jayega ya floor pe hi bethenge gey to is se ye pata chalta hai ki jyada strength hui to resources kam par gey vese hi jyada awadi yani bahusankya hone se kisi desh mai phele to sab kuch resources or log balance stithi mai hone ke karan unhe har subhida mil jayega kere gi par overpopulation se resources kam ho gey is tarah desh mai jo dhan sark, school , collegeo ke liye istemaal hona tha abh utne jyada logo ka hoga phir kahin desh ka.

In short

  1. Bahusankya hone se resources ki kami hone se bhukhmari barti hai.
  2. Ise competition bhar jata hai or bhut se talanted log berozgaar ho jate hain.

Hope helps, mark brainly if correct

hope u and your family members are safe , happy and healthy

Similar questions