Hindi, asked by akanshi12, 7 months ago

bajari mask aur ghar par bane suti ke kapde ka
mask

par mata aur putri ka samvad​

Answers

Answered by Anonymous
3

Answer:

abe yeah kya likha h......

Answered by sohalsingh575
0

Answer:

Mata : Putri ghar pe masks kai guna achhe hote hai bazaar se..

Putri : Nahi maa ghar ke masks se kayi zyada achhe hote hai bazaar ke masks..

Mata : Ghar ke masks ki gunvatta kayi guna achhi hoti hai bazaar ke masks se aur ye masks humare saamne bante hai toh beemari kaa darr bhi nahi hota

Putri : Maa mujhe yeh toh pata hi nahi tha

Mata : Aur jitne mai tum paisa apne vyarth karogi bazaar ke mask kharidne mai utne mai ghar mai bahut saare masks ban sakte hai

Putri : Dhanyavad maa mujhe bazaar aur ghar ke masks ke beach ke antar ko samjhane ke liye

Mata : Koi baat nahi putri tum samajh gayi utna hi mere liye bahut hai..

Similar questions