Balgobind bhagat ne bete ki mrityu k bad bahu ko unke bhai k sat bhej diya. es ghatna se nari ke samband me unki kesi bhabna spast hoti he likhiye
Answers
Answered by
1
Please mark as brainliest
Explanation:
balgobin bhagat ke man me striyo ke liye apar samman tha. unhone apni patohu ko uske bhai ke sath bhej kar uski dusri shadi karne ka aadesh diya tha. is prasang se ye zyat hota hai ki bhagat kabir ki hi tarah samajik buraiyon ka virodh karte the. ve sati pratha, ek hi shaadi karna v agar pati ki mryutu ho jaaye to sati hojaana, in sab kuprathaon ka virodh karte the.
Similar questions