baste ka bhadta booj par niband in hindi
Answers
Answered by
1
vartaman samay me vidyarthi par baste ka bujh badta chaka jaraha hai. ab yeh bujh unki sahan shakti se baher hogya hai. baste ke badte bhuj ne balak k swabhavik vikas par bada pratikul prabhav daka hai. pustakon ko sankhya itni hogyi hai ki unhe sambhal pana unke liye kathin hogya hai. yadyapi rashtriye shiksha ayevam anushthan parikshan parish ne iss badte bujh ke prati kyi apni chinta prakat ki hai. par unki kahni aur karni me bhari antar hota hai. NCERT k pustakon ki sankhya har varsh padhti jarahi hai . pehle 5 , 6 vishay ki ek pustak hoti thi ab ek hi vishay ki 3 , 4 pustak hoti hain . samajik vishay vidhiyan ki hi 5 , 6 pustaken hain. pustakon ko mitai b padti chali ja rahi hai. har saal ek di nye vishay b jud jate hain . kabhi aisa prabandh to kabhi naitik shiksha , sharirik shiksha , computer shiksha , yoga adhi . itne vishay ki itni saari pustaken bacho ja basta bhar deti hain , phir in sabhi vishay ki kapiyan bhi . adarshavadi batein karne vale to bahot hain, parantu viyvaharikta ka aoor login ja dhyan nahi jata. bachon ke baste ja bojh tabhi jam hoga jab samagr roop se socha jaye aur viyvaharikta drushtikan apnay jayen
Similar questions
Accountancy,
7 months ago
Social Sciences,
7 months ago
Political Science,
1 year ago
English,
1 year ago
Science,
1 year ago