Bataye आपस में मिल जुल कर रहने से होने वाले फायदे पर 5 वाक्य बताएं
Answers
Answered by
4
- sabse mil jul kr rehna chahiye qki mil jul kr rehne se ekta(unity) bni rehti hai ...
- here is a line which motivate us that is ...unity is strength ...
- agr hum sabse mil-jul kr rahenge to hamein nuksaan bhi kam pahunchega ...
- hamare dushman kam dost jyda honge ..
- aur hamare maata pita bhi to hamein yahi sikhaye hai na ki hameaha mil-jul kr rehna seekho ..
- hr jagah ekjut rehne se taakat , sammman, aur bahut si aisi chize jinki hamein jarurat hoti hai wo bni rehti hai ..
- agr hum akele rahenge any one can down us make us helpless very easily ...and agr hum mil kr ek dusre ki sahayta kr ke rahenge to hamein koi bhi kabhi bhi jldi haani nhi phuncha paayega ...
- aur hum jis desh me rehte hai uski sanskriti bhi to hamein yahi sikhati hai na ...ki hr ek insaan ko ekagrata bnaye rakhni chahiye .....
Explanation:
mark me as brainliest..
Similar questions