Hindi, asked by simransadhwani, 7 months ago

"बच्चे काम पर जा रहे हैं" इस कविता में कवि ने किस दर्द को उजागर किया है ?और बच्चे किस खुशी से वंचित है? ​

Answers

Answered by patidarssp
5

Answer:

is kavita me kvi ka arth hai ki bacchon ki umar abhi khelne khane ki hai or is umar me unse kam krvana glt hai. un bacchon ko apna bachpan masti me bitana chahiye na ki kam krke kyuki bde hoke to sirf kam hi krna hai but jo bachpan hota hai na vo bde hoke yad aata hai dost yad aate hai kyuki bde hoke hm vese khulkr bina tension ke nhi ji pate jese bachpan me jite hai. bachpan to vo hai jo maa ne mara or thodi der ro liye or vapis jake khana mngne lg gye.

Explanation:

i hope is a useful please comment and follow me please....

Similar questions