English, asked by Bhawna369, 11 months ago

Bekhayali me bhi tera hi khayal aaye ,
Kyu judai de Gaya tu ye sawal aaye ..........................​

Answers

Answered by indiabrainly
1

Answer:

Explanation:

The Bekhayali me bhi tera hi khayal aaye , Kyu judai de Gaya tu ye sawal aaye was an awesome lyric quite famous from the Kiara Advani’s Hindi song from exceptional track that stars  Shahid Kapoor.

Sachet Tandon has beautifully made the song to become quite popular in all the languages. It also jotted magnificently by the lyricist Irshad Kamil.

Answered by CandyCakes
6

Explanation:

Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye

Kyun bichadna hai zaruri, yeh sawal aaye

Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi

Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye

Main jo tumse door hoon

Kyun door main rahun

Tera gurur hoon

Aa tu fasla mita

Tu khwaab sa mila

Kyun khwaab tod doon

Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye

Kyun judayi de gaya tu, yeh sawal aaye

Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se

Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye

Hai yeh tadpan, hai yeh uljhan

Kaise jee loon bina tere

Meri ab sabse hai an-ban

Bante kyun yeh khuda mere

Jo log-baag hain, jungle ki aag hain

Kyun aag mein jaloon

Yeh nakaam pyar mein

Khush hain yeh haar mein

Inn jaisa kyun banun

Raatein dengi bata

Needon mein teri hi baat hai

Bhoolun kaise tujhe

Tu to khayalon mein sath hai

Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye

Kyun bichadna hai zaruri yeh sawal aaye

Nazar ke aage har ik manzar

Reit ki tarah bikhar raha hai

Dard tumhara badan mein mere

Zehar ki tarah utar raha hai x (2)

Aa zmaane aazama le roothta nahi

Faaslon se hausla yeh toot’ta nahi

Na hai woh bewafa aur na main hoon bewafa

Woh meri aadaton ki tarah chhoot’ta nahi

Similar questions