Hindi, asked by rajatagrawal833, 1 year ago

beta-beti ek saman pe apnaopinion dijiye in150 words


Annabeth: hindi mein du ki english mein ?
rajatagrawal833: hindi mein

Answers

Answered by bindasgirlofworld
36

aaj betiya beto ke kandhe se kandha mila chal rahi hai. vikash ke shetra me apna pura sahyog de rahi hai lekin aaj bhi kai log aise hai jo betiyo ko boh samajhte hai  aa bhi bête ke hone par khusi ka mauhol tatha ladki ke paida hone par dukh ka mauhol bana lete hai lekin koun samjhye aise logo ko beta beti dono ek saman hai ladkiya noukari bhi karti hai aur pariwar bhi sambhal leti hai. aa aisa koi kam bhi kam nahi hai jo ladke kar le aur ladkiya na kar paye. aaj ladkiya ladko se jyada tarrki kar li hai  sarkar ne bhi ladkiyo ka pura pura sahyog kiya hai kanya bhrud hatya band karwa di ladli laxmi yojna, samuhik vivah aadi se unka sahyog kiya hai 

isliye hi ye nara bana hai "beta - beti ek saman"




Similar questions