भोला नाथ तथा उसके साथियों के खेल की सामग्री कैसी थी? वे कौन कौन से
खेल खेलते थे? माता का अँचल पाठ के आधार पर बताइए।
Answers
Answer:
भोलानाथ और उसके साथी मिट्टी के बर्तन , पेड़ो की पतिया, गीली मिटटी तथा घर के सामान से ही खेला करते थे ,यही उनके खेलने की सामग्री थी। वे अधिकतर नाटक वाले खेल जैसे किसी किसान का नक्ल करना, या शादी का नाटक करना आदि खेल खेलते थें।
Answer:
Explanation:
Bholanath aur uske Sathi jab khelte the vah samay alag tha use samay ke Khel bhi alag the Aaj samay ke sath khelon tatha ruchiyon mein bahut Parivartan a gaya hai bola nath ke Khel tatha khelne ki samagri gramin Anchal ki hai uske khelne ki samagri bhi usi samay ki hai vah ped patton Gili Matti kanastar mitti ke bartan pathar Ghar ke saman se khelte the Anand lete the Aaj samay badal gaya hai aaj cricket hockey video game computer game aadi ka prachlan ho gaya hai aaj ke bacche aur unke Sathi inhi khelon mein Ruchi lete hain bolanath ke samay ki vastuen aasani se prapt ho jaati thi jabki aaj ki vastuen vayay sadhya ho gai hai samay ke sath Parivartan hona swabhavik hai