Social Sciences, asked by rakshakum789, 5 months ago

भारत के छोटे किसानों की दयनीय हालत के कारण
बताइए?​

Answers

Answered by bangtanbts76
0

Answer:

bharat ke kisaanoon ko kaiii prakaar ki pareshaaniyoon ka saamna akrna padta hai. wo anndaata kehlaate hain par phir bhi sabse dayniye sthithi me apna jeevan vyateet karte hain.......iske kaiii kaaran hain par sabse mehatwapoorna kaarna hai sahi daam na milna.......unhe apne utpaadoon ka sahi moolya nhi mil paata..kyunki uska moolya kharidkarta tay karte hain........kam paisa milne ke kaaaran...wo apni ghrahasti sahi se nhi chala paate...bachche siksha se vanchit rehte hain hain...aur chooti umr me kaam karne ko majboor ho jaate hain....iske alawa bhoomiheen kisaanoon ko bataai ka hissa dene ke kaaran bahut kam aay milti hai.........

Explanation:

please,lik and follow

Answered by mishramadhu348
0

किसानों के सामने इस समय तीन महत्वपूर्ण समस्याएं हैं. पहला, उनके ऊपर कर्ज का भारी दबाव है. दूसरा, उनकी फसल लागत में कमी नहीं आ रही. तीसरा, उनकी फसल का उन्हें वाजिब दाम नहीं मिल रहा है.

Similar questions