*भारत के गांव* विषय पर दिए गए संकेत बिन्दुओ के आधार पर २०० से २५० शब्दों में निबंध लिखिए:-
संकेत:-
1. भूमिका,
2. गाँव का वातावरण
3. सुविधाओं का अभाव,
4.आर्थिक संकट,
5. सुधार के उपाय,
6. उपसंहार
Answers
Answer:
bhart me gaav ki bhumika bahut hi mahtvapurn he.jese sagar bund bund se bharta he isi tarah bhart bhi gaav gaav se banta he.sehat ke bare me gaav ek sabse achha vaatavarn milne vaali jagh he. magr sab log gaav se door bhagte he quki vaha achhi sadke. bijli nahi rahti. aaj korona badh gya he is ke karn vidyaly band he magr online class liye ja rhe he magar gaavo me online class bhi nahi le ja rhi he quki vaha network ka problem rahta he.is karn bachho ka vikas nhi ho pata. ye bhi arthik sankat ka karn banta he .kisanoki haalt to bahut kharab hey.asamay barish. sukha. padnese Kisan ke fasl kharab hoti he. is karn .arthik sankt Kisan pr aata he . upay me pratham sadake banvani chahiye yatri yo ke liye sarkari bas ke intra intjaam karne chahiye sarkarne. shikshan me sudhirsudhar. bijli me sudhar karna chahiye.ye hone pr hi hamari bhart ke gaavo ka aur desh ka vikas hoga.