Hindi, asked by niharika403, 3 months ago

भारत की खोज के महत्वपूर्ण प्रश्न
1. महमूद गजनबी ने भारत पर आक्रमण क्यों किया था?
2. तात्या टोपे कौन थे ?
3. कैपिटेशन चार्ज क्या था?
4. अमीर खुसरो कौन थे?
5. अकबर ने कौन सा धर्म चलाया था?
6. जजिया कर क्या था?
7. भारत की शासन सत्ता East इंडिया कंपनी से इंग्लैंड की संसद के अधीन कब हुई ?
8.मुगल काल में बनने वाली किन्ही दो इमारतों के नाम लिखिए|
9. कैपिटेशन चार्ज क्या था?
10.जय सिंह ने वेधशाला कहां कहां बनवाई?
11.राजा राम मोहन राय ने प्रमुख रूप से किस कुरीति का अंत किया?
12.द्वि राष्ट्र का सिद्धांत किसने दिया ?
13. अलीगढ़ कॉलेज की स्थापना का घोषित उद्देश्य क्या था?
14. गांधी जी ने कांग्रेस के संविधान में क्या परिवर्तन ला दिया?
15. असहयोग आंदोलन क्या था ?
यह किसके नेतृत्व में शुरू हुआ?
16. भारत को आजादी कब मिली थी?
17. स्वामी विवेकानंद की दो प्रमुख शिक्षाएं लिखिए?
18. रविंद्र नाथ टैगोर कौन थे?
19. रामकृष्ण मिशन की स्थापना किसके द्वारा की गई थी?
20. कांग्रेस का विभाजन किन दो दलों में हुआ था?
21. तात्या टोपे कौन थे ?
22.अन्तिम मुगल शासक कौन था ?
23. आर्य समाज के संस्थापक कौन थे?
say the all ans plz kal paper h ​

Answers

Answered by Enrique001
0

Answer:

  • 1. Bharat ke dhano ko lootn kar wapis le jane ke liye.
  • 2. Tatya (Tantya) Tope Nana. Saheb ke samay Maratha samrajya ke senapati the aur 1857 ke vidhroh me mahatwapoorna bhoomika nibhaayi thi.
  • 3. Capitation charge: jab vidyalaya athwa mahavidyalaya me sarkar dwara tay shulk se adhik shulk liya jaata hai, usse capitation charge bolte hai.
  • 4. Amir Khusro Alauddin Khilji ke darbaar ke ek kavi aur itihaaskaar the.
  • 5. Din I Ilahi.
  • 6. Musalmaan shasako dwara gair muslimo par lagaya gaya karr jizya kehlata tha.
  • 7. 1857 ke vidroh ke baad bharat ki satta British East India Company se poori tarah se angrezi sansad ke adheen aa gayi.
  • 8. (i)Laal Kila (ii) Taaj Mahal
  • 9. Reapeated.
  • 10. Ujjain, Delhi & Jaipur.
  • 11. Sati.
  • 12. Sayyid Ahmad Khan.
  • 13. Bharatiya musalmaano ki ucch padhai ko surakchit karna.
  • 14. Sorry, dont remember.
  • 15. Angrezi samaano ka bharatiyo dwara samohik bahiskhar.Gandhiji ke netritwa me iski shuruwaat huyi thi.
  • 16. Bharat ko azaadi 15 August, 1947 ko milli thi.
  • 17. (i) Paap rahit jeevan. (ii)Dharmik grantho ki samajh.
  • 18. Rabindra Nath Tagore ek bharatiya kavi evam kahanikaar hai. Unhone bharat ka rashtra gaan likha tha. Ve bharat evam asia ke pehle noble khitab vijeta rahe hai.
  • 19. Swami Vivekananda.
  • 20. Ugravadi aur Udaarwadi.
  • 21. Reapeated.
  • 22. Bahadur Shah Zafar
  • 23. Dayanand Saraswati.

Sorry, der ho gyi. kal zaroori kaam tha issi liye chala nahi paaya.

Answered by rohitsingh1801
3

Explanation:

Love encompasses a range of strong and positive emotional and mental states, from the most sublime virtue or good habit, the deepest interpersonal affection, to the simplest pleasure.❤❤❤❣❣❣❣❤❤❤

Similar questions