भारत में बढ़ती गरीबी के मुख्य कारण और भारत सरकार द्वारा निवारण के लिए उठाए गए कदम पर निबंध
Answers
Answered by
1
Answer:
Bharat mein badhti bimari ke mukhya Karan nimnalikhit hai jaise garibi Rekha se niche aane wale log unhen kuchh Bhi prapt nahin garibi ke mare unhen kuchh Bhi khane ko prapt nahin Ho pata garibi ki vajah se khaskar covid-19 ki vajah se logon ko rojgar nahin Mil Pa Raha tatha khane ke liye roti nahin mil paa Rahi Bharat sarkar ne nai kadam uthae Hain jaise muft 6 mahine ka anaaj Bina kisi ko rok Tok ke garibi e mein aane wale sabhi vyakti ke naam 5 5 kilo gehun tatha 5 kilo chawal 1 kilo chana 1 kilo chini tatha Anya masale sarkar dwara nivaran ke liye uth Gaye Jo kadam jari hai sarkar ab Jo padhaai kar raha hai garibi Rekha mein se bhi jo baccha 10th or 12th class mein first aata hai uske liye sarkar laptop scooty tab tatha Anya prakar ke chijon ko Dan kar rahi hai hamen yah nahin sochana chahie ki hamare liye sarkar kuchh nahin kar rahi sarkar dwara sabhi ke khate mein 500 rupaye bhi Dale gaye the tatha kisi vyakti ko bhi yah nahin sochana chahie ki agar hamare paas ration card nahin hai to hamen ration nahin milega Bina ration card ke bhi sabhi vyakti ko garib Ho jaaye Aamir kisi ke pass sg3 vyakti ke pass ration card Ho ya Na sabhi ko muft ration Bata gaya hai dhanyvad......
Similar questions