Geography, asked by Sweety1879, 1 year ago

भारत में कौन-कौन से त्यौहार मनाये जाते हैं?

Answers

Answered by pranjalindia666
1

Explanation:

Bharat Ko tyoharo Ka Desh Kaha jata hai. yahan per har Tyohar dhumdham se Manaya jata hai. Bharat mein har Dharm Ke Log rahte hain isliye unke liye Har Sukh suvidhaen Rakhi Jaati Hai .

Yahan per Chahe Eid Ho Diwali Ho Raksha Bandhan ho har tyohar dhoom dham se mnaya jata Hain . Yahan per Sarkar Hamen Har Prakar ke tyohar Mein chhutti pradan karti hai. Yahan ki sarkar Kisi bhi Prakar ka bhedbhav nahin karti . Bharat mein :

1) Diwali

2) Dusshera

3) Eid

4) Christmas

5) Bakra Eid

6) Raksha Bandhan

......................etc

Hope it helps.........

REGARDS

Similar questions