Social Sciences, asked by mariyakhan007, 9 months ago

बहुसंख्यक वाद क्या है यह किसी देश को कैसे हानि पहुंचाता है​

Answers

Answered by surabhi17
10

Explanation:

bahusankhyakovaad:-jab kisi desh me bahusankhyako adhik mahatva diya jata h,unki icchao ka khayal rakha jata h aur alpsankhyako ko mahatv nhi diya jata aur na hi unki koi baat suni jati h,to ise bahusankhyakovaad kehte h.

ISS se desh me takrav ki sthiti paida hoti h,desh me vidroh hota h.Alpsankhyko me heen Bhavana aati h.

Similar questions