Hindi, asked by chanky629, 9 months ago

भाषा का अर्थ बताते हुए भाषा की प्रकृति तथा विशेषताओं का वर्णन कीजिए

Answers

Answered by shivani12346
4

Answer:

Sabdo ka adan pradan krne ke liye upyog me aane wali boli bhasha hai...dushre sabdo me hum kis praker se dushre vyakti ko samjhate hai... Iske liye jis boli ka istemal hota hoi vo bhasha hai.... Jiski vjah se hmari pahchan hoti hai vo bhasha hai... Alag alag desh ki alag alag bhasha hoti hai... Or hum sab ka kartavya hona chahiye ki hum hmari bhasha ki raksha kre... Pratyek vyakti ko apni bhasha ka samman krna liye... Iski prakti alag alag vatavaran me alag alag hoti hai... Iski vishesta ki bat kre to bhasha sabad khud me hi bhut important hai... Language is a important part in our daily life....

Similar questions