Hindi, asked by anukumari458pb, 11 months ago

भाषा के विविध रूपों पर प्रकाश डालिए।
TOTAT​

Answers

Answered by vijaykumarsinghaman
0

Answer:

Bhasha ke vividh roop hai.

1. Maukhik bhasha,

2. Likhit bhasha,

aur sanketik bhasha.

Explanation:

1. Maukhik bhasha:- Jab hum Apne vawo aur bicharo ko bolkar prakat karate Hain , ushe Maukhik bhasha kahte Hain.

2. Likhit bhasha :- Jab hum Apne vawo aur bicharo ko likhkar karte Hain , ushe Likhit bhasha kahate Hain.

3. Sanketik bhasha:- Jab hum Apne vawo aur bicharo ko sanketo ya issaro se karte Hain ushe sanketik bhasha kahate Hain.

Similar questions