Hindi, asked by shubhammantri7131, 1 year ago

भीष्म प्रतिज्ञा संकल्पनांचा अर्थ स्पष्ट करा

Answers

Answered by srmila
9
Jab Bhism ki maa yani Ganga raja shantnu ko chor k wapas swarg chali gayi ..........Tb raja shantnu ko apne jivan m ek alag sa sunapan satane laga .......
Ek din we ek nadi k kinare bharaman matlab ghumne hetu gaye hue tb unke samne machuwaron ke sardar ki beti satywati par pari ....use dekhte hi we uss par mantrmugdh ho gaye ........Tatha kuch hi dino m unhone unke samne vivah ki prstaw rakh diya .......lekin satywati k pita ne yah batt suni to we Raja Shantanu ke samne ye sart rakhi ki aap satywati se hone wali santan ko hi apna uttradhikari banayenge .......Parntu wo to Bhism ko apna uttradhikari bana chuke the ......Jb Bhism ne yeh batt suni to to we sardar ke pass gaye r bole ki aap behichak satywati ka hath raja Shantnu ko de dijiye ...Tb sardar ne kaha aapke taraf se to m befikr pr aapke hone wali santan ko to mai nahi rok sakta ........Tvi Bhism ekaek uthe r ye kaha ki mai ajeevan bramhchari niyam ka palan karunga ........
Yeh itni kathin pritigya thi isliye unka nam dewwrt se Bhism par gaya ......unhone yeh sakalp aajevan nihshasank palan kiya ...........

nias26686papdt5: hello
nias26686papdt5: hy
nias26686papdt5: good morning
nias26686papdt5: शर्मिला प्लीज जवाब दो
sruti333: Han bolo
nias26686papdt5: क्या कर रही हो
nias26686papdt5: hy
Answered by shubhankarsk2410
4

आधर करणे कळले का रयभतसघातमथम जढ

Similar questions