भाव पल्लवन कीजिए - सुचना का अधिकार सुशासन में सहायक है
Answers
सुचना का अधिकार सुशासन में सहायक है
Bharat Sarkaar dawara 2002 laagu kiye iss shoochna ke adhikaar ne bhartiya janata ko ek nayi aajadi di hai 50 saal baad .Soochna ka adhikaar ek naya jeevan lay hai sarkaari vayvshta . Aj janta issi adhikaar ki vajah se saksham hui . Wo ab apne liye kiye gye sarkaar k kaamo ka poora lekha jokha maang sakti ahi . Ab janta ke haath mai wo chhadi hai jo unke jeevan mai naya sawera layi hai . Jab se RTI act . aaya hai sarkaar bhi sajag ho gyi hai au rjanat ke parti apni jawaabdehi aur utardaayitav ache se samjhne lagi hai . Aj hum srif ek kagaj ke panne pe hum apna sawal likh kr 7 din ke andar jawab maang sakte hai .Jab se RTI aaya hai bahut se kaam samay par hone lage jaise Passport banwana yaa apne Electricity Bill ki koi samashya ko hal karwana .Ab sab kaam ek tay samay seema mai hone lage hai . Sarkaar bhi har pal sachaayi se kaam krne ki koshis mai lagi hai . Atah Soochna ka adhikaar Susaashan mai bahut hi sahayak hua hai .