Hindi, asked by CshrakriRameethi, 1 year ago

Bhagwan ram ki bahan ke upar 1 lekh

Answers

Answered by monu7bishnoi
0
bhawaan ki ek badi bahan bhi thi jiske baare maio sayad bahut kam log  jaante hai . Ram ki ek hi bahan thi aur usk anaam Shanta tha . Wo Shri ram se badi thi . Ayodhyaa ke raja aur Shri Ram ke pita  Raja Dasrath ki wo pahli santaan thi jo ki rani Koushalya ki beti thi . Rani Koushlaya ki badi bahan ke koi santaan nhi thi aur karunaapuravak maangne par Raja desrath ne apni ekloti beti Raja AngrajRompad aur Rani Varshini ko god de dete hai . Shanta ka vivah Rishi Sring se hota hai jinhone Raja Angraj Rompad  ke Rajya Angdesh mai akaal aur anavarshti se bachane ke liye Yagya kiya tha . Raja ne parinaam savrop apni datak beti Shanat ka vivah unse krwa diya . Kalantar mai raja Dasrath apni beti se doori mai viyog  mai doob jaate hai .Aur raja Dasrath aur Rani Koushlya mai man mutaav ho jata hai . Ye baat Raja Ram Jaan leet hai aur unhe Shanta se milwate hai . Shanta bhi apne tyaag ke badle sabhi bhaiyo se sath rehen ka vachan leti hai .Shanta ko ek adrash bahan mana gya hai.  
Similar questions