Hindi, asked by khanamsaji75, 9 months ago

Bhagya mein likha hua ke liye ek Shabd bataiye​

Answers

Answered by anushreegupta2910
0

Answer:

niyati...... .... . ..

Answered by BasRashmi
0

Answer:

'Bhagya mein likha hua' ka ekaarthi shabd hai 'poorvanirdisht'.

Explanation:

'Poorvanirdisht' ka arth hota hai 'aesi ghatnayen jo pehele se hi ghatit hone hone ke liye ullekhit hain'.

yadi shabd ko toda jaye to humein do shabd milte hain, aur unke do arth nikalte hain:

  • poorva - yani pehle se
  • nirdisht - yani ullekhit

Iss shabd ke prayog ka udaharan hai- "Maine itni mehnat se sab kaam samay se khatam kiya par anth mein toofan aane ke kaaran nahi ja payi; shayed mera nahi ja pana poorvanirdisht tha."

Similar questions