History, asked by d200876, 3 months ago

Bhai aap khe rhe ho ki barbrik ravan jaise mahan yodha ko hara dega, ravan barbrik se har mukable mei aage hai, ravan abhi tak ka sabse shaktishaali yodha bhagvan ke avtaaro ke chod ke aur ravan ke paas aise kai amogh shastra hain jo agar woh chod de to shatru ki mrityu tahe hai aur ravan ke pas ek ajay rath bhi hai agar woh usme baith jaaye toh use koi parajit nhi kar sakta.
Aur aap kaheto ho kii barbarik meghnad ko hara dega, meghnad ravan jitna hi shaktishali hai aur maya shakti mei ravan se bhi aage hai meghnad hindi mahakavyon ke anusar meghnad ke pass sabse shaktishaali divyastra aur maya shakti hai, to barbrik ravan meghnad ko kabhi nhi hara sakta.
Jis kaal mei ravan, meghnad, baali jaise yodha ho woh kaal sabse shaktishali kaal hai

Answers

Answered by divyanshu39822
0

Answer:

bro mahabharat ka koi bhi yodha kumbhkaran ko bhi nhi hara sakta to ravan aur meghnad to bhot dur kii baat hai.

Barbrik, karan, arjun, dron, bhisma sab bachen hai ravan, meghnad, kumbhkaran ke saamne.

Similar questions