bharat me bekari ki samasya par samvaad
Answers
Answered by
2
answer:-
Kamla= Namaste Hardik. Kaise ho?
Hardik= arey Kya Bataun Mitra aajkal Bhikariyo Ki samasya to Bharat mein badhti hi ja rahi hai.
Kamla= Kyun, kya hua?
Hardik= Tum Toh Janti Hi Ho ki bheek mangna Bharat mein kitna bada apradh hai parantu Phir Bhi Hame Har Jagah Hai Bhikhari Hai Nazar Aate Hain.
kamla= Ye toh Tumne Sahi Kaha Chahe bus adde par ho ya Sadak par Bhikari Nazar Aa hi Jaate Hain.
Hardik= kuch Bhikari toh bahut hrisht-prisht Hote Hain unse Picha chudana bahut Mushkil Hota Hai. Jaisa Aaj Mere Sath hua- Aaj Main Ghar Se Nikla hi tha ki Kuch bikari Dik gaye aur bhik mangne lage Aur Maine pichha Churana Chaha to Pichha nahi Chad rahe they.
kamla= lekin kuch Bhikari apahij bhi Hote Hain jinhe dekh kar logo ko un par daya aati hai.Bhikariyon ki kafi sari pareshani hoti hai jaise ki unke Paas pehnne ke liye kapde, rehne ke liye Ghar aur khane ke liye khaana nahi hota.
Hardik= Ek Bikhari toh Hamari Gali Mein Roz Subah Aata Hai. Uski taange nahi hai isliye Woh Ek rikshaw mein Aata Hai jisey Ek Aur Ladka khichta hai. woh ek gaana gaa kar sabse bheek maangta hai.
Kamla= kuch Bhikari chor bhi Hote Hain Aur Woh logo ko loot Lete Hain. Isliye Hume Unsey Savdhaan Rehana chahiye. Jo Bhikari hrisht-prusht hain Hume unhe Bheek nahi daini chahiye aur unhe Naukri karne ke liye Samjhana Chahiye.
hope this helps you
please mark me as brainliest.

Attachments:
riya3898:
ok
Similar questions
English,
7 months ago
Math,
7 months ago
Math,
7 months ago
English,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago