Bharat mei theen mahapurush me bare mei jaankaari
Who wants the award of brainiest
Answer this
Answers
Answered by
0
Hmm Bharat ke theen mahapurusho ka naam hai mahatma gandhi ji , subhash chandra bhose,pandit jawahalal nehru.
Mahatma gandhi ji ka asli naam Mohandas karanchand gandhi tha.unke pita ka naam karamchand gandhi aur maa ka naam putlibai tha.unka janam 2 october 1869 porbandar ke ek shetra mai hua tha .Hamare aazadi mai sabse bada haat inka hi tha.
subhash chandra bose ka janam 23 January 1897 chuttak mai hua.haam unhe netaji kahakar bhi bulate thai.vo adolf hitler se mil na chate thai aur unse mil na ke baad hitler ne unhe netaji phele baar bulaya.
jawahalal nehru vo hamare phele pradha mantri the.motilal nehru unke pita ji thai.unka jaanam 14 November 1889 Allahabad mai hua tha.haam unko pandit jawahalal nehru bhi bolte hai.un ke mritiu 27 May 1964 ko hui thi.

nikhita2:
no
Similar questions