Hindi, asked by Hayhca12, 6 months ago

Bharat vandna ka rachna uddeshy

Answers

Answered by parthkaran17
0

Answer:

"bharat-vandana" kavita ka kendriya bhao hai

"matra vandana" kavita hindi ke mahan kabi suryakant Tripathi ji ke dwara rachit ki ek desh bhakti ki bhawana se oot prot kavita hai. nirala ji ne aapni kavita matra vandana ke madhyam se matrabhumi bharat ke prati aapni shradha aur bhakti bhao pradrshit kiya hai

Similar questions