Hindi, asked by ChetnaAmbhorkar46531, 7 months ago

Bhartiy Kisan ke kast Andhata ki kathinaye

Answers

Answered by sunnybrar23
1

Answer:

anndaata ke kasta ya kathinayian

1. adhiktar kheti barish par nirbhar hai.

2.sinchai ke sadhno ki kami.

3.nayi taqniq ke sadhana kharidne ke liye paryaapt dhan ki kami.

4. kheti ke liye sarkaar dawara uchit ya paryaapt subsidy muhaiya na hona.

5. sukha, aakal ya Aativrishti hona.

6. mandiyon main faslon ka uchit mulya na milna.

Explanation:

I hope it will help you.

Similar questions