Bhartiya sabhyata mai kis Prakar Ki asamanta Pai Jati
Answers
Answered by
2
Answer:
Explanation:
vishvavyapi bahai samuday is karya men tallin hai ki kis prakar sabhyata nirman ki prakriya men yah apna yogdan de sake. yah do prakar ke yogdan ko mahatva de raha hai. pahle prakar ka yogdan bahai samuday ke vikas aur unnati se sambandhit hai aur dusra iski samaj men sahbhagita se. pahle prakar ke yogdan ke sandarbh men yah kaha ja sakta hai ki bahai pure sansar men nirhankari vatavaran men ek aisi karyapranali v samrupi prashasnik dhanchon ki sthapna ke lie prayasarat hai
Similar questions