Hindi, asked by muskiii48, 10 months ago

bhasha ke roop Mein sanketik bhasha ke ganana vyakaran Mein Kyon Nahin Ki Jaati Hai?​

Answers

Answered by jayatiyadav37
1

Kyunki sanketik bhasha , bhasha ka rup Nahin Hai.

aur iski varnan vyakaran Mein isliye Nahin Hoti Kyunki vyakaran likhkar aur bolkar samjhaya ja sakta hai aur bola ja sakta hai per Sanket Karke vyakaran ka roop aur baten samajh mein nahin aati koi baar.

aur yah vyakaran ka roop bhi Nahin Hai.

sanketik bhasha atyadhik istemal Nahin Hoti kyuki vyakaran kaisi chij hai jis mein matra, roop aur paribhasha. yah sab chij hoti hain.

sanketik Mein matra roop aur paribhasha ka varnan Nahin ho sakta isiliye sanketik bhasha ki ganana vyakaran Mein Nahin Hoti.....

Similar questions
Math, 10 months ago