Bhasha ki paribhasha likhe tatha Uske Bhed bhi Bana ?
Answers
Answered by
1
Bhasha Ek Aisa sashakt Madhyam hai jiske dwara manushya Apne Mann Mein uth Rahe vicharo ko bol kar ya likh kar prakat karta hai tatha dusron Ke vicharon ko padh kar tatha sunkar Samajhta Hai.
bhasha ke do Roop Hote Hain
1. maukhik bhasha 2. Likhit bhasha
Answered by
0
Answer:
भाषा वह साधन है, जिसके द्वारा मनुष्य बोलकर, सुनकर, लिखकर व पढ़कर अपने मन के भावों या विचारों का आदान-प्रदान करता है। जिसके द्वारा हम अपने भावों को लिखित अथवा कथित रूप से दूसरों को समझा सके और दूसरों के भावो को समझ सके उसे भाषा कहते है। सरल शब्दों में: सामान्यतः भाषा मनुष्य की सार्थक व्यक्त वाणी को कहते है।
Explanation:
Similar questions