Hindi, asked by 9769760989, 1 year ago

Bhasha nahi hoti to kya hota

Answers

Answered by Anonymous
7
agar bhasha nahi hota to koi bhi ek dusre ke sath baat nahi kar sakta. koi kisi ko kuch bata nahi sakta. aaj ke zamane me jo ham padhte hai vo bhi nahi rehta. samaj aadhunik nahi hota.

HOPE THIS HELPS!
Answered by iqrafatima
5
Hey,
Ur answer is here,
Bhasha wah sadhan hai jiske dvara hm apne vicharon ko Bol kr ya likh kr aadaan - praddan krte hain.
Bhasha k na hone Se hm apni pareshani ya taklif kisi ko bta skte hain. Atah bhasha nhi hoti to kya hota iski hm Kalpana bhi nhi kr skte.
Jaisa ki hm jaante hain ki purine zamane mein koi bhasha nhi thi to uska mtlb yeh nhi ki pehle k log baat nhi krte the. Wah sanket se baat kiya krte the.
Bhasha k tin prakar hoti hai:::::
1))moukhik bhasha
2))likhit bhasha
3))sanketik bhasha
Hope it helps you ☺️
Similar questions