Hindi, asked by Cherry1111, 1 year ago

bhed aur bhedie kahani ka uddesh

Answers

Answered by Saksham307
5
ki aaj ke neta apna ullu seedha karne ke liye kisi bhi had tak jakar Jan samanya ko dhokha dene me kitne mahir hote hai aur log bhi unki meethi baton me aakar unka shikar ban jate hain.

Cherry1111: need to write more. Plz help
Saksham307: prastut kahanj ka uddeshye prajatantra me dhokhebaz, dhongi, tatha chalak rajnetaon ki pol kholna hai. bhed seedhe sadhe vyakti ka pratik hai jo chalak, swarthi aur dhokhebaz rajnetaon ke behkawe me aake unko chunte hain aur chune jane par bhediye roopi ye rajneta apna swarth siddh karte hain tatha bholi bhali janta ka shoshan karte hain. is kahani ke madhyam se aise rajnetaon ki pol kholi gayi hai.
Cherry1111: Thanks Saksham
Similar questions