bhikshuk in hindi language summary
Answers
Answered by
8
bhikshuk kavita shri suryakaant nirala ji dwara likhi gyi hai.is kavita main kavi shri nirala ji ne ek gareeb bhikshuk ki buri halalt k baare main btaya hai.bhikshuk dekhne main behad durbal bhookha pyaasa hai.uske saang do choote bacche bhi hain jo
pet sehlaate chalte hain.unhe kisi ki sneh aur daya bhari drishti ka intezar hai.sadak kinaare rakhi jhooti pattal chatte hain.is kavita main bohot dayniya dassha batayi gyi hain.bookh k kaaran bhikshuk aur bachon k hont sookh rhe hain.

0
Bhikari is the meaning
Similar questions