Hindi, asked by myyashwant241104, 9 months ago

Bina vichar, ghatna, patro ke bhi kya kahani likhi jaa sakti hai?? kya aap isse sehmat hai?

Answers

Answered by Ay611424
14

Answer:

Nahi Bina ghatna aurr patra ki kahani nhi likhi ja skti. Kisi b kahani ki aatma uski kathanak hota hai.

Yah kathanak aniwarya roop se kisi vichar ya ghatna pr aadhaarit hota h, jise patron se madhyam se abhivyakt kiya jaata hai.

Paatra ghatna vashtvik b ho skti hai aur kalpnik b kintu inke abhav me kahani ki klpna nhi ki ja skti...

Answered by mukulyadav3562
8

Answer:

Yashpal ji k ish vichar se hum purantia shamt nhi hai ki bina vichar,ghatna,ya patro k khani likhna sambhav hai.khani me koi n koi vichar ghatna athva patroavashya hi Vidya Maan aur pratyaksh aur apratyaksh roop se Vidya Maan rahata hai udaharan ke liye kahani lakhnavi Andaaz Namak kahani Ko liya ja sakta hai is kahani mein likhane ka mukhya uddeshy Lucknow ke patton she'll never be work per Karara vyang Kiya Gaya hai ISI vichar per kahani ka pura tana Bana Bana Gaya hai ghatna ke roop mein rail yatra pathri ke roop mein lakhnavi nawab ko dikhaya hai is kahani mein vicharon ki prasanta hai isliye yah kahana uchit nahin hai ki Bina vichare ghatna yah patro ke kahani ban sakti hai

Similar questions