बराबर के कमरे में रहनेवाला आदमी चला गया। रेखांकित पदबंध का प्रकार है क्रिया पदबंध सर्वनाम पदबंध विशेषण पदबंध संज्ञा पदबंध
Answers
Answered by
0
Answer:
Visheshan Padbandh hain
Explanation:
Is sentence mein agar hum, बराबर के कमरे मे रहने वाला \
yahan thak underline kare, yaani वाला thak underline kare tho, yeh visheshan padbandh hoga, kyunki ham is aadmi ke baare mein baat kar rahe hain, i.e unki visheshta bata rahe hain.
But agar बराबर के कमरे मे रहने वाला आदमी thak underlined hain, tho bina sankoch aapke answer sanghya padbandh hoga.
Iski short trick hain, ki underlined last word thak dekho.^_^
Mark me as Brainliest✅
Similar questions