बरसात की वजह से गलियों और गड्ढों में जलजमाव की स्थिति बन गई है जिससे मच्छरजनित बीमारियों के फैलने का खतरा उत्पन्न हो गया है l इसकी रोकथाम के लिए नगर निगम को पत्र लिखिए l
Answers
Answered by
2
Answer:
Seva Mein
Swasthya Adhikari
Krishna Nagar Nigam
Bihar ganj
Vishay :-jal bharan ki samasya
Mahoday,
Ham Bihar ke sabhi nivasi aapka Dhyan Apne Nagar ki swachhata ki aur arecrushed karna chahte hain. Varsha Ke Karan Hamare Yahan. Aavajahi ki samasya utpaan ho gai hai. sadko ke gaddo Mein Pani Jama Bhara Pada Hai. Sar Ko ke donon Taraf Talab Jaisi Pani Bhar Gaya Hai sadko per bhi Kafi Pani Jama ho gaya hai jis Karan Logo Ko aavajahi Mein Kafi kathinai a rahi hai. is pani ke Karan machhar bhi utpann ho rahi hai jis Karan Logo Ko Kafi Bimari Thi Ro Rahi Hai.
Antha: aap se nivedan hai ki aap jald se jald Pani nikal kijiy. aapki ATI Kripa Hogi.
dhanyvad
aapki Shikayatkari
................
date:-
Similar questions