Social Sciences, asked by inderchanakya, 1 year ago

British came as small Trading Company they were not reluctant to acquire territories why they do so please answer in Hindi and in points​

Answers

Answered by YuiMisaki
1

Angrej Bharat me jin udyesho se aye vo hai :

*Ve apne Desh ka vistar karna chahte the aur Apne Desh ko samridh banana chahte the. Unki mansha kabhi bhi sirf vaypar tak simit nahi thi bas ve Sahi samay ka intezar kar rahe the.

*Ve Bharat me isliye aye Qki Bharat ek samridh rashtra tha , aur to aur Bharat Ko sone ki chidiya bola jata tha jo ki unke Desh ko samridh banne me sahayak tha.

* Bharat ki Jamin par nil aur aphim ki kheti ho Sakti thi ye bhi ek mahatva purn vajah thi.

* Bharat ki mitti kheti ke liye utkrisht thi aur bahut hi upjao bhi thi.

* Ve Bharat me Apne bhasha ka bhi vistar karne yani ki apni bhasha Ko bhadhava dene ke liye bhi aye the.

Hope this helps you.

Similar questions