Hindi, asked by wvaish, 1 year ago

Brun hathya ke unmulan ke liye sarkaar dvara chelaye gaye kisi ek karyakram ke jaankari..#Hindi


Doglover: what is brun
wvaish: Bryn hathya is female foeticide

Answers

Answered by shashipreetham
12
brun hatya ke unmulan me liye sarkar dhvara chale gaye karyakram------

BETI BACHAO BETI PADAO ANDOLAN:-

desh mein choti bacchiyonko swashakth karne ke sath sath samaj mein ladkhiyonki girthi sankhya ko anupath ke muddhe ko bithane ke liye ek uddeshypurvak dhang se ek rashtr vyapy yojana ki shuruat huyi, jiska naam beti bachao- beti padao hai. haryana ke panipat mein 22 January 2015 ko barathiy pradha manthri Narendhra modi dhwara is yojana ka aarambh hua. Ladhkiyon ke prathi logon ki vichardhara mein sakarathmak badhlav lane me sath hi ye yojana bharathiy samaj mein ladhkiyon ke mahathv ke air bhi injith karna hai. bharathiy samaj mein ladhkiyon ke prathi logon ki manasikatha bahuth krur ho chuki hai. Wise logon kaa maanna hai ki ladhkiya pahale parivar ke liye bojh hoti hai aur phir pathi ke liye Tasha ye sirf leyne ke lhiye hothi hai, dhene me liye nahi.
halankhi ye such nahi hai, dhuniya ki aadhi jansankhya laghbag mahilaon ki hai isiliye vo darthi par jeevan ke asthithv ke liye aadhi jimmedhar hothi hai. Ladkhiyon ya mahilaaon ko kam mahathv dhene we darthi par manav samaj kathre mein pad sakhta hai. kyonki agar mahilaye nahi tho janm nahi hai. Lagathar prathi ladkhon par girthe ladkhiyon ka anupath is maddhe ki chintha ko safh thaur par dikatha hai. isiliye, unhe gunvatthapurvak shiksha pradhan karane ke sath, choti bacchi ki suraksha ko pakka karna, ladkhiyon ko bachana, khanya Brun hathya rhokne ke liye is yojana ki shuruat khi gayi hai .
Ladhki ki samajik stithi mein much sakarathmak lane ke liye is yojana ka aarambh kiya gaya hai. khanya brun hathya ko puri tarah samapth karne me dhwara ladhkiyon ke jeevan ko bachane ke liye Sam logon ke beech ye jaagrookatha badaane ka khaariy kareghi tadha ishme eek ladhke ki baanthi hi eek ladkhi ke jhanm par kush manane aur ushe poori jimmedhari se shikshith karne ke liye kah gaya hai.

this answer is in English font. But when ever you convert this into Hindi this may look as bigger matter and a brief explanation about female foeticide.
this answer is helpful mainly for 10th class 3rd lesson project work.
thank u
Attachments:

wvaish: Thanks a lot shashipreetam
wvaish: Yeah....it is for 10thclass 3rd lesson project work itself
Answered by SnowyPríncess
4

Answer:

stay safe stay home

Similar questions