Hindi, asked by saurabh295009, 10 months ago

बड़ा हुआ तो क्या हुआ जैसे पेड़ खजूर । पंथी को छाया नहीं फल लागे अति दूर।।​

Answers

Answered by OmsiSharma
7

Answer:

prastut panktiyon ka aaahay yeh hae k vyakti k aakar se kuch bada ya chota nhi hota. har cheez chahe choti ho ya badi swayam mae sarvagun sampann hae. agar hum bade hae to humen swayam par ghamand nhi karna chaheye jis prakar eik khajoor ka paed vishal hae parantu kisi raah chalak ko soorya ki jalti kirnon se bacha nhi sakta aur kisi bhooke ki bhook b aasani se mita nhi sakta.

humen kisi k bade ya chote hone se uski parakh nhi karni chaheye

Similar questions