Hindi, asked by anjali7328, 10 months ago

बड़ी वस्तु के सामने छोटी वस्तु के महत्त्व को कम नहीं मानना चाहिए।
किसी घटना के माध्यम से समझाइए।

Answers

Answered by raviranjan5362
12

Explanation:

Ek bar ki bat hai jb ek car lonch hi raha tha. Tb use showroom se Bahr nikala ja raha tha taki public use dekh sake, but jb car showroom ke get pr aaya to vah get se jada badi hone ke karn nahi nikal rahi thi,to Vaha ke engineer log bolne lage ki ab showroom ko torna parega, but Vahi pe baha khara Watchman kafi samay se Kuchh bolna chah raha tha but use hame sa daba diya jata tha. Bad me jb showroom torne ke liye Kuchh hathiyar laya gaya to use ek aadmi ne puchha kya bolna chah rahe ho.

Tb usne kaha agr hm car se thoda hava nikal de to yh aaram se bahar aajaeyga.

Similar questions