Hindi, asked by ishant007, 1 year ago

बढ़ती हुई महंगाई पर do chhatron ke beech का संवाद लिखिए?

Answers

Answered by monu7bishnoi
6

बढ़ती हुई महंगाई

 

Rahul:Sohan  tumhe pata hai Petrol ke daam phir badh gye ?

Sohan :  haa Rahul , Aj kal to  har maheene badh rhe hai . Isliye liye anya cheejo k e daam bhi badh rhe hai .

 

Rahul : achha to  ye baat hai . cheehco lane le jaane mai bhi kharcha badh jata hoga  . aur phir ye badha hua bhag bhi hume se hi liya jaata  hai .

 

 Sohan : haa thik kaha . aur agar cheej bahar desh ki hota aur bhi mehngi ho jaati hai . aayat kar lagaane ke baad . wo paisa to waise bhi desh se bahar jata hai . Desh kahi nuksaan hai. Issliye sabse pahne to swdeshi ko hi apnana chahiye . kam se kam desh ka dhan desh mai hi rahega . kabhi to desh ke hi kaam aayega .

 

Rohit : Thik bola apne . aur hume  kisi cheej ki barbaadi bhi nhi krni chahiye . agar maag kam hogi to mehngaayi apne ap kam ho jayegi . hume bijli , paani , anaaj ko barbaad nhi krna chahiye . ye sab moolbhoot jarurate hai . sabko sasti hi milni chahiye .

 

Sohan: hum kimato par kaau rakhe aur  jaurat k hisaab se hi kharidi kre to mahngaayi par kaabu paya jaa sakta hai . sarkaar ko bhi apni nitiyo ko badalna chahiye .

 

Similar questions