Biology, asked by missshizuka1, 27 days ago

Bulave tujhe yaar aaj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniya
Bulave tujhe yaar aaj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniyaa

Na aayein kabhi dono mein zara bhi faasle
Bas ek tu ho, ek main hoon aur koyi na
Hai mera sab kuch tera tu samajh le
Tu chaahe mere hakk ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyu jab jab tera dil dhadke

Tujhse mera yeh jee nahi bharta
Kuch bhi nahi asar ab karta
Meri raah tujhse
Meri chaah tujhse
Mujhe bas yahin reh jana

Lagi hain teri aadatein mujhse jab se
Hai tere bin pal bhi baras lagte
Bulave tujhe yaar aaj meri galiyan
Basaun tere sang main alag duniyaa

Jo hove tu udaas mujhe dekhe hass ke
Tu chaahe mere hakk ki zameen rakh le
Tu saanson pe bhi naam tera likh de
Main jiyu jab jab tera dil dhadke

Tujhse mili toh seekha maine hasna
Aaya mujhe safar mein theharna
Main toh bhool gayi duniya ka pata
Yaara jab se hai tujhe jaana



I love you❤❤

I love you...❤❤Anshuman

I love you ❤❤​

Attachments:

Answers

Answered by MissShizuka87
4

Answer:

The process of making yarn from fibers is called spinning. In this process, a mass of cotton wool are drawn out and twisted. This brings the fibers together to form yarn....

Similar questions