Hindi, asked by parmeet14, 9 months ago

चित्र वर्णन
please solve this
please please ​

Attachments:

Answers

Answered by prajwalsb93
1

Answer:

water pollution is done here.

Answered by shivanskoshyari
1

Yaha chitra ek nadi ka h aur hum is m yh dekh

sakte h ki uske bagal m ek factory h jiska ganda pani us nadi ko pradushit kr raha h. Factory hi nahi balki insaan bhi nadi ko pradusit kar rahe h. 2 aurate us nadi m kapde dho rahi h aur ek Jaanwar us pani m naha h. Hume is chitr se yha pta chlta h ki hum log kis tharah nadiyo ko ganda kar rahe h. Parantu Hume aisa nahi karna chaiye kyuki yh humare liye bhi hanikark sabit ho sakta h. Bahut se log is nadi se pani bhi Pete honge. Parntu pani ganda hone ki wajah se wo log bimar ho sakte h aur dosre logo ko bhinwo bimari ho sakti h. Isliye yh chitr yh darshata h ki Hume apne pryawarn ko saf suthra rakhna chaiye.

Similar questions