can anyone explain human ear structure in Hindi plz it urgent
Answers
Answered by
0
isko mai pic se bta sakta hu
madhur1222:
what
Answered by
2
sabse pehale sound vibration outer ear, pinna Mai jaati hai. phir wo middle ear se hoke ear drum Tak pahunchti hai. Uske baad un vibrations se ear drum bhi vibrate karta ha. Wo ear drum ki vibrations inner ear ki 3 bones, hammer, anvil and stirrup badha deti Hai ya amplify kar deti Hai. phir wo vibrations cochlea Mai jaati Hai. Cochlea Mai ek liquid hota hai, Jo ki hammer,anvil and stirrup see aai vibrations se vibrate hona shuru ho jata hai. Wo vibrations phir auditory nerve, Jo nerve ye vibratory signals ko brain Tak pahunchati hai. Phir Brain Mai un vibrations ki processing hoti Hai jiski wajah see hume sound sunai deti Hai.
hope it helps you
please mark brainliest.
hope it helps you
please mark brainliest.
Similar questions