can anyone explain nitrogen cycle in Hindi plz it urgent tomorrow is my exam or please koi internet se copy paste nhi karega if u know the answer then answer in your Hindi language
Answers
Answered by
0
Dalhan paudho ke jaro me paye jane wale rizobium namak jivanuo dwara hamare aas paas wayumandal mein paye jane wale jatil nitrogen ko paudho ke upyog karne yogya bana deta hai. Jab paudhe us nitrogen ka upyog kar lete hain tab anya jiv jantu un paudho ko khate hain jis se wo nitrogen unke andar pravesh kr jata hai. Un jantuo ke mrityu ke baad punah unke sharir se wah nitrogen wapas wayumandal me chala jata hai. Nitrogen ke isi prakriya ko nitrogen cycle kahte hain.
Similar questions