can anyone give me a debate on vigyan vardan ya abhishap urgently
Answers
Answered by
20
vigyan jitna vardan hai utna hi abhishap. vigyan ki wajh se hm aaj itna taraki kiye hai yadi vigyan nhi hota to hm apne jeevan me bhut peeche hote. jaise jaise vigyan aage bdh rha hai aur hm tarakki krte ja rhe hai, utna hi hm apne charitr se neeche girte ja rhe hai. vigyan yadi hamari acche kaamo me shayata kr rha hai to wh bure vicharo ko bhi bdha rha hai.
vigyan ek vardan hone k saath hi abhishap bhi hai. log jitna iska proyog acche kaamo me nhi krte usse jyada ye bure kaamo me hota hai. aaj logo k mann me tarakki ka itna lalach bhr gya hai ki wo sirf apna fayda dekhta hai, dusro ko ho rhe nuksaan ki usse koi parvah nhi rh gayi hai. issiliye yh kha jata hai vigyan keval vardan hi nhi abhishap bhi hai.
dhanywaad.

Similar questions