Can anyone plz and me examples of साधारण, मिश्र, and संयुक्त वाक्या
Answers
Answered by
1
Sadharan vakya---Atul pustak padhta hai.
Mishrit vakya---Yadi varsha hoti to mai vidyalay jaati.
sanyukt vakya---Aap chai piyenge ya aapke liye bhojan le aayen?
Answered by
1
Saral vakya:- Ram padhta hai.
Sanyukt :-Vah pass hua ya fail.
Mishr:-Jesa beej bauoge vesa fal paoge.
Tips to identify the sentences:
I) Saral vakya:-In vakyo main kintu, paruntu ,athwa, isliye, aadi shabdo ka prayog nahi hota hai.
ii)Sanyukt vakya:-In vakyo main nimnlikhit shabd 2 vakyo Ko jodte hain jese kintu,parantu,or,lekin,ya,athwa etc
iii)Mishr vakya:- Isme do ya do se zyada upvakya hote hain jo ek Pradhan vakya se judte hain jese jisne,ki,yadi,toh,agar etc
ajay18gaikwad:
Thank you so much for your help
Similar questions