Hindi, asked by sowmya3221, 1 year ago

can anyone say me about saral sanyukth and mishr vaky

Answers

Answered by Vaani123
0
saral vakya vo vakya hote hai jisme ek karta aur ek kriya hoti hai aur sanyukt vakya mai two sentence hote hai jise ek conjuction se joda jata hai. for eg aap kursi par beth kar baate kare -saral vakya aap kursi bar baathe aur baate kare -sanyukt vakya. dekhiye isme aur ek conjuction hai jo 2 sentences ko jod raha hai. -mishra vakkya Is me 2 vakya hote hai jo ek dusre par ashrit hote hai yani independent
Similar questions